Failure to Success: My Journey of Clearing UPSC

Delhi |October 2018

Meena Soni

Acid Attack Survivor

Meena Soni

Acid Attack Survivor

बारे में:

“मेरे पति ने मेरे चेहरे पर तेज़ाब डाल दिया और फिर भी समाज के लिए वो मेरा परमेश्वर ही था, ऐसे लोग ना सिर्फ समाज के लिए बोझ होते हैं बल्कि आने वाली पूरी नस्ल के लिए भी। एक औरत का असतित्व ना तो सिर्फ उसके चेहरे से होता है और ना महज़ उसके पति से।”

Meena aaj ke har ek purush aur mahila ke liye ek satark namoona hai, ki himmat rakhne waalon ki kabhi haar nahi hoti. Meena ke apne pati ne unhe jaan se maarne ki do baar koshish ki aur phir unke chehre par tezaab bhi daal diya. Meena ko saath dene waala zindagi mein koi bhi nahi tha, isliye meena ne khud ka saath liya – aur aaj woh aise hazaaron logon ke muuh par tamacha ban kar khadi hai!”